Tuesday, 8 April 2014

Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara 1982

Singer     :     Mohammed Rafi,Lata Mangeshkar
Music By :     Jugal Kishore, Tilak Raj
Lyricist   :     M G Hashmat
Actor    :    Smita Patil, Raj Babbar

Movie / Album  Bheegi Palkein (1982)

janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

agar na milte is jivan me lete janam dubara

jabse ghume dharati suraj chaand sitare
ho..jabse ghume dharati suraj chaand sitare
tabse meri nigahe samjhe tere ishare
rup badal kar saajan maine phir se tumhe pukara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye
ho.. pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye
jaha hawaye gam ki hum tak pahunch na paye
khushiyo ki khushboo se mahake ghar sansar hamara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
agar na milte is jivan me lete janam dubara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
tumhara hamara tumhara hamara

No comments:

Post a Comment